Jaage hain ab saare
Log tere dekh watan
Gunje hai naro se ab
Ye zameen aur ye gagan
Kal tak main tanha tha
Sune the sab raste
Kal tak main tanha tha
Par ab hain saath mere
Lakho dilo ki dhadkan dekh watan
Azaaadi payenge
Azaaadi layenge
Azaaadi chaayegi
Azaaadi aayegi aayegi
Jaage hain ab saare
Log tere dekh watan
Gunje hai naro se ab
Ye zameen aur ye gagan
Kal tak main tanha tha
Sune thhe sab raste
Kal tak main tanha tha
Par ab hain saath mere
Lakho dilo ki dhadkan dekh watan
Hum chahe azadi
Hum mange azadi
Azaaadi chaayegi
Azaaadi aayegi aayegi